The beautifully crafted ‘Afreen Afreen’ sung two decades ago by the legendry, Nusrat Fateh Ali Khan still holds the strength to serenade the audience with its poetic and soothing sensibilities. The reformation of the track on Coke Studio – arranged by Faakhir Mehmood and performed by maestro Rahat Fateh Ali Khan and debutant, Momina Mustehsan – transforms the Qawwali seamlessly into an unplugged track. Within the genre, the atmosphere of the song remains ambient and acoustic, as the bare minimum elements give room to Rahat’s majestic vocals to improvise the mastery he possesses.
|
|
Aisa dekha nahi khoob-soorat koyi Jism jaise ajanta ki moorat koyi Jism jaise nigaahon pah jaadu koyi Jism naghmah koyi Jism khush-bu koyi Jism jaise mahakti hui chaandani Jism jaise machalti hui raagini Jism jaise kih khilta hua ik chaman Jism jaise kih sooraj ki pahli kiran Jism tarsha huwa dil-kash o dil-nisheen Sandaleen sandaleen Marmareen marmareen Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi Aafireen aafireen Aafireen aafireen Tu bhi dekhe agar to kahe ham-nisheen Aafireen aafireen Aafireen aafireen Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi Jaane kaise baandhe tu ne akhiyon ke dor Man mera khincha chala aaya teri or Mere chehre ke subh zulfon ki shaam Mera sab kuchh hai piya ab se tere naam Nazron ne teri chhuwa To hai yih jaadu hua Hone lagi hoon main haseen Aafreen Aafreen Aafireen Chehra ik phool ki tarh shaadaab hai Chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai Chehra jaise ghazal chehra jaan-I ghazal Chehra jaise kali chehra jaise kanwal Chehra jaise tasawwur bhi tasweer bhi Chehra ik khaab bhi chehra taa’beer bhi Chehra koyi alf lailawi daastaan Chehra ik pal yaqeen chehra ik pal gumaan Chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi Maah-ru maah-ru mah-jabeen mah-jabeen Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi Aafireen aafireen Aafireen aafireen Tu bhi dekhe agar to kahe hamnisheen Aafireen aafireen Aafireen aafireen Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi Aafreen aafreen Aafreen aafreen Aafireen |
|
Comments
Post a Comment